Welcome to Read Indian Sex Stories - here you will find some of the best Indian sex stories and the hottest sex fantasies that will make you cum. Our readers regularly share their most erotic experiences with us and you can too by submitting yours. We hope you enjoy your visit and can keep satisfying you with the best sex stories.

Ajab Prem Ki Ghazab Kahani

Door gaon mein ek basti thi, jahaan Gayriaiza basti thi. Uski pond me badi masti thi, jitna daalo hasti thi. Ab doosre paatr ka parichay bhi hojaye; Bhasba naamak ek yuvak tha, jisko apni mardangi par bahot naaz tha. Wah apna mazboot bhaari sa badan baar baar aine mein dekhta aur apne aap ko aankh maarta, apne bhaari badan ko halke se dabata aur muskuraata. Use apne badan par itna naaz tha ki usne apne khet ki jhopadi mein bhi aina lagwa liya tha. Use aisa karte hue uske dost aur kai jawaan yuvakon ne dekh liya tha. Isi wajaah se saare ladke usse door rahete. Wah subah naha dho ke kheti karne nikal jaata. Raaste mein jo bhi usse milta, door se hi haal chaal poochta. Isi wajah se use ek sacche dost ki talaash thi.

Isi dauraan takdeer ne aisa khel khela, Bhasba aur Gayriaiza ki zindagi mein toofan aagaya.

Gayriaiza apna gaon chhodh kar Bhasba ke gaon aaya. Uske chachere mama ki biwi ke bhai ke bete ki shadi thi jo usi gaon mein raheta tha. Ittefaq kahiye ya sahyog, pahele din hi dono ki mulaqaat ho gayi. Woh bhi aisi mulaqaat jise Gayriaiza bhool na sakha. Har roz ki tarah Bhasba naha dho ke kheti karne nikal pada tha, tabhi gaon se door raaste par ek Ambassador ruki. Ambassador ke pichle hisse se dhua nikal raha tha. Bhasba dhua dekh kar daudta hua car ke paas aaya. Car ke aine ka rang neela hone ke kaaran andar kaun hai ye use dikhai nahi de raha tha. Usne apni parchayi us neele rang ke aine par dekh kar aankh maar di. Itna hote hi car ke pichle hisse se aur zyada dhua nikalne laga. Ise nazarandaaz karte hue Bhasba apne bhaari badan ko dekhta hua halke se dabata hua muskurane laga. Tabhi car ka aina neeche hua. Bhasba andar jhaank kar dekhne laga, usne dekha ki dhua saamne wali seat ke neeche se hote hue car ke pichle hisse se nikal raha tha. Thodi hi der mein dhua saaf hota hua nazar aaya. Jaise jaise dhua saaf hota gaya usne dekha ki ek aadmi chasma lagaye seat par baitha hua hai jo usi ki ore dekh raha hai.

Us aadmi ne meethi aawaz mein kaha: “Mera naam Gayriaiza hai. Main door gaon ka rahene wala hoon. Yahaan door ke rishtedaar ki shaadi mein aaya hoon. Aapse milkar khusi hui.”

Aisa kehte hue Gayriaiza apna haath aage badhane laga.

Bhasba: Lagta hai engine garam hogaya. Isiliye dhua nikal raha hai.

Ye sunkar Gayriaiza ka chahera tamatar jitna laal hogaya. Uski nazrein Bhasba ke shareer ko nihaarne lagi. Pata nahi use kya hogaya tha.

Bhasba: Pani daal kar engine thanda karlo warna car aage bad nahi payegi.

Gayriaiza: Aap car ki baat kar rahe the. Main samjha........

Itna kahete hi Gayriaiza sharmane laga.

Bhasba ko kuch samajh nahi aa raha tha, wah Gayriaiza ke saath haat milane laga. Haath lagte hi Gayriaiza ke shareer mein current se dauda. Wah turant apna haath peeche kheench kar Bhasba ko ajeeb nazron se dekhne laga.

Bhasba ne wahaan se nikalna uchit samjha aur khet ki ore chal diya. Gayriaiza ko pata bhi nahi chala ke car gaon kab pahunchi. Us ghatna ke baad shayad wah haseen sapne dekh raha tha. (do chaar gaane bhi gaa liye honge)

Apne rishtedaron se milne ke baad Gayriaiza saara gaon ghoomne laga, isi khwahish mein ki shayad Bhasba mil jaaye. Raat ho gayi thi, Bhasba nahi milne ke kaaran murjhaya hua chahera lekar Gayriaiza ghar wapas lauta.

Doosre din neend se jaag kar kamre mein rakhe aine par apna chahera dekhne laga. Use ab bhi Bhasba ka chahera nazar aa raha tha. Wah turant apna chahera thande pani se dhoya aur potty karne sandaas mein ghus gaya. Sandaas kamre ke andar hi tha aur Gayriaiza kamra bandh karna bhool gaya tha. Itne mein kamra saaf karne kaam wali bai andar aayi. Andar aate hi usko mare hue chuhe ki durgandh aane lagi. Wah turant bahar bhaagti hui chillane lagi. Jo log waha maujood the Gayriaiza ke kamre mein ghusne lage. Ghuste hi durgandh ke kaaran sab apne kandhe par rakhe tauliye se apni naak dhakne lage.

“Kahaan hai mara hua chuha.. Ye durgandh to sandaas se aa rahi hai.. Gayriaiza kahaan hai.. Kahi dar kar bhaag to nahi gaya..”

Aisa kahete hue ek buzurg sandaas ki ore badne laga. Itne mein sandaas se haath mein dhoti pakde Gayriaiza baahar nikla. Buzurg ke “chuha” kahne par kamre se baahar bhaagne laga. Usko chuhon se bahot dar lagta tha. Bheed ke beech se bhaagte samay uske haath se dhoti choot gayi aur wah ek chote se ped ke peeche jaa chupa. Sabhi usko dekh kar hansne lage. Gayriaiza Bhasba ke baare mein itna sochne laga tha ki usne mare hue chuhe ki durgandh bhi nazarandaaz kardi thi.
Gayriaiza ko Bhasba se pyar hogaya tha. (ladko mein bhi pyar hota hai)

Gayriaiza ne apne ek door ke rishtedaar se pooch kar Bhasba ke thikane ka pata laga liya tha. Dopahar ka samay tha, Bhasba apne khet mein maar raha tha (ye mat poochiye ki kya maar raha tha). Bhasba ko akela paakar Gayriaiza ne apni dil ki baat Bhasba ko bata di. Ye sunkar Bhasba behosh hote hote bacha. Bhasba sochne laga ki woh to aadmi hai aur aadmi hokar doosre aadmi se kaise pyaar kar saktha hai. Use to koi aur pasand thi.

Bhasba: Mere aur tumhare beech mein aisa kuch nahi ho saktha. Main to kisi aur se pyaar karta hoon, uska naam Casinaari hai.

Ye sunkar Gayriaiza behosh ho gaya.


INTERVAL (kahani abhi baaki hai)


Gayriaiza ko behosh paakar Bhasba ghabra gaya, apni jhopdi se ek gilaas mein paani laakar uske chehre par phenkne laga. Pani ka sparsh chahre par padte hi

Gayriaiza neend se jaag gaya aur apni kismat par rone laga.

Gayriaiza ko rota dekh Bhasba use tasalli dene ke liye apne seene se laga liya. Jaise taise milte pyaar ko dekh Gayriaiza ka uth gaya, mera matlab uska dil berukhi se bahar aagaya.

Raat hogayi, sab apne apne ghar chale gaye. Gayriaiza pyaar mein andha Casinaari ko Bhasba se kaise alag kiya jaaye sochne laga. Doosre din Gayriaiza ne ye thaan liya ke kisi bhi tarah Casinaari ko Bhasba ke dil se nikalna hai. Wah Casinaari se milne nikal pada.

Raaste par chalte waqt saari gaon ki jawaan ladkiyaan Gayriaiza ko pyaar bhari nazron se dekhne lagi parantu wah Bhasba ke pyaar mein itna deewana ho chala tha ke un sab ko nazarandaaz kardiya (shayad uska nature ki aisa tha). Casinaari ke ghar to pahunch gaya par usko ye samajh mein nahi aa raha tha ke shuruaat kaise karein. Gayriaiza ke dimaag mein kai saari cheezein ghoom rahi thi (aap samajh gaye honge) jiske kaaran use kuch soojh nahi raha tha. Haath apne aap bell ki ore chal diye aur ghanti baj gayi. Gayriaiza soch raha tha ke Casinaari ek sundar, susheel aur pariwaarik ladki hogi.

Darwaaza khula, khulte hi bikhre baal, maile kapde, saamne ke kuch daant bahar, guthka chabati, sar khujati hui ek ladki muskuraate hue poochne lagi,

Ladki: Kya chahiye?

Gayriaiza sochne laga ke shayad kaam karne wali bai hogi par gaon mein ek chote se makaan mein koi kaam karne wali kaise aa sakthi hai bhala.

Gayriaiza: Aap zara Casinaari ko bula dengi? Mujhe unse milna hai.

Ladki daant kholkar hasne lagi, jiske kaaran thuk mein mila hua guthka girne laga.

Ladki: Main hi Casinaari hoon. Kya kaam hai?

Yeh sunkar Gayriaiza ke hosh udh gaye. Ek pal ke liye wah ye sochne laga ke Bhasba aisi ladki ko kaise pyaar kar saktha hai. Khayaalon se bahar aakar,

Gayriaiza: Bhasba ko jaanti ho?

Casinaari: Haan, poore gaanv mein ek mein hi ladki hoon jo usse kabhi kabhi baat karti hoon.

Tab Gayriaiza ko samajh aaya ke Bhasba ise kyun pasand karta hai, shayad uski ore koi aur ladki dekhti bhi nahi hogi.

Gayriaiza: Kya main andar aa saktha hoon?

Casinaari: Kyun nahi, Bhasba ka naam liye ho to use jaante hi honge. Uske dost ho to mere bhi dost hue na. Andar aajao.

Gayriaiza aur Casinaari apna apna parichay dene ke baad saheliyon ki tarah acche se ghul mil gaye. Gayriaiza ko jitna jaldi ho sake apna kaam khatm karke wahaan se nikalna tha, kahin Bhasba ne use wahaan dekh liya to saare kiye karaye par pani fir jayega. Ye soch hi raha tha ke Casinaari use poochne lagi,

Casinaari: Kya tum Bhasba ko acchi tarah se jaante ho?

Gayriaiza: Haan.

Casinaari: Kab se?

Gayriaiza: Parso hi mile the. Tum kabhi Bhasba se nahi milti?

Casinaari: Roz nahi milte, kabhi raaste mein mil gaye to 5-10 minute baat karlete hai.

Gayriaiza se ab raha nahi gaya, usne pooch hi liya.

Gayriaiza: Tum kisise pyaar nahi karti kya?

Casinaari: Ab kya batao.. koi mujhe chune ki ya phir mera haath pakadne ki himmat hi nahi karta.

Casinaari khayaalon mein doob gayi. Use in khayalon mein dekh Gayriaiza ko jalan hone lagi. Wah sochne laga kahi Bhasba ne ise bol diya ke wah isse pyaar karta hai to shayad inki baat banjayegi. Ghusse se wah chup chap wahaan se chal diya.

Paas mein ek daru ki dukaan dekh Gayriaiza dard ke maare daru peene ruk gaya. Desi daru ka adda tha aur saath mein baithe kuch bewde log aapas mein kuch gupshup kar rahe the. Gayriaiza ko dekh, use bhi shaamil karliya gaya. Un bewdon ke beech ek bewda apne dil ka haal sunane laga. Wah Casinaari ke baare mein bol raha tha. Ye dekh Gayriaiza gaur se sunne laga.

Bewda: Sali.. Casinaari.. Kya mast maal hai.. Gutkha chabate ek dum Kareena lagti hai.. Main to uska deewana hoon.. Ek baar haath lag jaye.. Bas..

Gayriaiza ko raaste nazar aane laga, Bhasba aur uske milan ka raasta.

Gayriaza: Bhai, kya naam hai aapka?

Bewda: Log pyaar se mujhe Sardard bulate hai.

Yeh kehkar bewda ek aur peg maarne laga.

Gayriaiza: Are.. Casinaari bhi to koi Sardard ka hi naam le rahi thi.. Keh rahi thi ke wah use bahot pasand hai.. Pyaar karti hai.. Ek baar milne ki khwahish kar rahi thi.. Wagairah wagairah..

Sardard nashe se thoda bahar aaya aur poochne laga,

Sardard: Kya be, sach bolra tu?

Gayriaiza: Are.. main to abhi usse milkar aa raha hoon. Yehi to keh rahi thi wo. Abhi bhi tumhare khayalon mein doobi hui hai. Tum to bahot khusnaseeb nikle yaar. Nikal padi tumhari.

Yeh sunkar Sardard hawa mein udne laga. Wah turant Casinaari ke makaan ki ore chal diya. Ye dekh Gayriaiza Bhasba ke ghar ki ore chal diya.

Gayriaiza ko aata dekh Bhasba pareshaan hogaya aur poochne laga,

Bhasba: Kya hua dost, aise kyun ghoom rahe ho?

Gayriaiza: Tumne Casinaari ke baare mein bataya to mujhse raha nahi gaya aur main aatma hatya karne chala gaya, marne se pahele ye socha ke ek baar to Casinaari se mil loon phir aatma hatya kar loonga.
page 1 of 2
share this story :


indian animal sex storiesmother and son sex storiesbritish sex storiesmaid sex storiesindian sex stories wife swapincest indian storiessex story by hinditamil maid sex storiesindian boss sex storiesindian porn storiesdebauchery of a young housewifereal life indian sex storiesindian sex stories latestindian sister sex storiessex stories englishindian short sex storiestelugu maid sex storiessex story.comwww indian sex stories inindian father and daughter sex storieshindi indian sex storiestamil incest storyfree erotic indian sex storiesindian sex stories 2indian swap sex storiestamil sex storyshort indian sex storiessex story revealing clothesindian sex stories humandigestindian incest sex stories in englishdesi mom storiesindian swap sex storiesmarriage sex storiescheating indian wife sex storiesindian sex story in hindilesbian sex storieswife swapping indian sex storiesindian maid sex storyindian brother sister sex storiesbest indian sex storiesstudent and teacher sex storiesindian house wife sex storiessex storiesindiantamil incest storiesindian sex stories cartoondesi indian sex storiessneha sex storieshindi sex storifucking mom storiesforced sex storiessex with chachi storydebauchery of a young housewifebeautiful sex storieshot indian gay sex storiesinfian sex storiesall india sex storiesfirst night sex storiessaali sex storiesindiansexboob pressing storysex stories of indian womenindian women sex storiesanjali mehta sex storiesindian lesbian sex storiesindian sec storiesreal sex stories in englishindian sex stories recentindian sex stories couplesexey storyindian public sex storiesindia erotic storiessex stories to readindian sex stories sisterhot indian telugu sex stories